खुशी से खुशी की तलाश में निकले,
तलाश में मोहब्बत की राह पर चले,
राह पर जो मिला वो हमसफ़र बना,
हमसफर जब खोया, तो गम का समुंदर मिला,
समुंदर से लड़ कर, खुशी की राह पर चले,
राह पर फिर खुशी मिली, और फिर ‘खुशी’ से खुशी की तलाश में निकले।
Khushi se khushi ki talash mein nikle,
Talash mein mohabbat ki raah par chale,
Raah par jo mila vo humsafar bana,
Humsafar jab khoya, toh gam ka samundar mila,
Samundar se ladh kar, khushi ki raah par chale,
Raah par fir khushi mili, aur phir ‘khushi’ se khushi ki talash mein nikle.